Om Shanti Om (+) Deewangi Deewangi

Om Shanti Om ☆ Deewangi Deewangi

Sunne waalo suno aisa bhi hota hai
여러분, 들어보세요. 이런 일도 있습니다.

Dil deta hai jo woh jaan bhi khota hai
마음을 다 준 사람은 생명 마저도 버리기도 합니다.

Pyaar aisa jo karta hain
이처럼 사랑을 했던 어떤 이가

Kya marke bhi marta hai
죽었습니다

Aao tum bhi aaj sunlo
여러분도 와서 들어보세요

Daastaan hai yeh ke ik tha naujawaan jo dil hi din mein ek hase ena ka tha deewana
한 미인을 사랑했던 젊은이가 있었습니다.

Woh haseena thi ke jiski khoobsurati ka duniya bhar mein tha mashhoor afsana
그 미인의 아름다움은 널리 알려져있을 정도 였습니다.

Dono ki yeh kahaani hai jiss ko sabhi kehte hain “Om Shanti Om”
이는 이 두사람의 이야기이며, “옴샨티옴”이라 부릅니다

Naujawaan ki thi aarzoo uski thi yehi justajoo
그 젊은이의 유일한 소원과 희망은

Uss haseena mein usko mile ishq ke saare rang kubool
그 미인에게서 사랑을 기쁨을 나누는 것이었습니다.

Naujawaan ki thi aarzoo uski thi yehi justajoo
그 젊은이의 유일한 소원과 희망은

Uss haseena mein usko mile ishq ke saare rang kubool
그 미인에게서 사랑을 기쁨을 나누는 것이었습니다.

Uss ne na jaana yeh nadaani hai
그는 자신의 어리석음을 알지 못했습니다.

Woh reth ko samjake pani hai
그를 설득하는 것은 강의 흐름을 막고자 하는 것과 같았습니다.

Kyon aisa tha kis liye tha
왜 이렇게 되었을까요, 도대체 왜?

Yeh kahaani hai
여기에 답이 있습니다.

Daastaan hai yeh ke uss dilkash haseena ke nigaahon dil mein koi doosra hi tha
이 매력적인 여인에게는 마음에 둔 다른 누군가가 있었습니다.

Bekhabar si baatein se uss naujawaan ke khaabon anjaan to hona bura hi tha
그 젊은이의 꿈은 결국 슬픈 결말로 끝맺게 됩니다.

Toote khaabon ki uss daastaan ko sabi kehte hain “Om Shanti Om”
이렇게 산산조각한 꿈의 이야기는 “옴샨티옴”이라 불립니다.

Sunne waalon suno aisa bhi hota hai
청중 여러분, 들어보세요. 이런 일도 있습니다.

Koi kitna hase utna hi rota hai
누군가 웃는 만큼, 다른 누군가는 울게 되어있습니다.

Deewani hoke haseena, khaaye kya dhoke haseena
이처럼 아름다운 사랑을 했지만, 그녀는 너무나 어리석었습니다.

Aao tum bhi aaj sunlo
그 이야기를 지금 들어보세요.

Daastaan hai yeh ke uss masoom haseena ne jise chaaha woh tha andar se hardaee
순결한 여인이 사랑했던 남자는 그녀를 배신하게 됩니다.

Sang dil se dil laga ke bewafaa ke haath aake uss ne ik din maut hi payee

온전치 못한 남자를 사랑했기에 그녀는 결국 그 남자의 손에 죽음을 맞게 됩니다.

Iss gham ka fasaana jisko sabhi kehte hai “Om Shanti Om”
이러한 비통한 이야기가 “옴샨티옴”입니다.

Jo koi kaatil samajhta nahin
살인자가 깨닫지 못한 것은

Yeh jurm who hai jhukta nahin
이것은 결코 용서할 수 없는 범죄라는 것입니다.

Yeh daagh who hai jo mit-tha nahin
그것은 결코 지워질 수 없는 흔적입니다.

Rehta hai khooni ke haath par
그 흔적은 그 살인자의 두 손에 새겨져있습니다.

Khoon uss haseena ka jab tha huwa
그 여인이 살해당하려 할 때

Koi wahaan tha pohoch to gaya
누군가 그녀에게 달려갔지만

Lekin usse who bacha na saka
그는 그녀를 구할 수 없었습니다.

Roya tha pyaar uski maat par
그는 죽은 그녀 앞에서 울부짖었습니다.

Daastaan hai yeh ke jo pehchaanta hai khooni ko who naujawaan hai laut ke aaya
그 살인자를 알고 있는 젊은이가 이제 돌아왔습니다.

Keh rahi hai zindagi qaatil samajhne uss ke sar pe chaa chukka hai maut ka saaya
삶은 통해 그는 다시 죽음의 흔적을 만나게 되었습니다.

Janmon ki harwon ki hai kahaani jise kehte hai “Om Shanti Om”
이러한 탄생과 죽음 그리고 기적의 이야기가 “옴샨티옴”입니다.

Kehte hai “Om Shanti Om”
Kehte hai “Om Shanti Om”
이를 “옴샨티옴”이라 합니다.

—————–
Om Shanti Om
Shahrukh Khan

Deewangi Deewangi - Om Shanti Om with Lyrics
Deewangi Deewangi (Exclusive Making) - Om Shanti Om
Deewangi Deewangi - Om Shanti Om Lyrics HD
Deewangi Deewangi (Song Promo) | Om Shanti Om | Shah Rukh Khan | Deepika Padukone